Es tarha nae kartay rabta tou rakhtay hain, manzilain buland hoon tou mushkilain tou ati hain, jo tumharay apnay hoon, tum say payar kerte hoon, shafik dosti kay rishte ko tortay nahe aisay, chor janay walay aksar loot kar bhe atay hain,
thora milnay julnay kaa silsila tou rakhtay hain,
mushkiloun say larnay kaa hosla tou rakhtay hain,
unka haaal kesa hay??kuch pata tou rakhtay hain,
rothay dosto say bhe wastay tou rakhtay hain,
loot kar woh anay ka rasta tou rakhtay hain...
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 comments:
Post a Comment